Aţāyibu’t Tahānī fi’n Nikāĥi’t Thānī

Discussion in 'Transliterated Urdu' started by Aqdas, Jul 12, 2007.

Draft saved Draft deleted
  1. Aqdas

    Aqdas Staff Member

    Aţāyibu’t Tahānī fi’n Nikāĥi’t Thānī, p.317

    takfeer ahl e qibla o as'hab e kalimah e tayyiba meiN jur’at o jasaarat mahz jihaalat balke sakht aafat jis meiN wabaal e azeem o nakaal ka sareeh ka andesha, wal iyaadhu billahi rabbil ‘aalameen.

    farz e qat’i hai ke ahle kalima ke har qawl o fey’l ko agar che ba zaahir kaisa hee shanee’y o fazee’y ho hatta'l imkaan kufr se bacha’eN agar koyi zaeef se zaeef, naheef se naheef ta’weel paida ho jis ki roo se hukm e islam nikal sakta ho to us ki taraf jaa’eN aur is ke siwa agar hazaar ihtimaal jaanib e kufr jaate hoN khayaal meiN na laa’eN.

    ---
    like the passage from the Sall as-Suyūf al-Hindiyyah thread, this again shows how careful alaHazrat advised people to be in making takfir.
     
    Last edited by a moderator: Jul 12, 2007

Share This Page