Sahīh na hone se maw-zū hona lazim nahin aata

Discussion in 'Transliterated Urdu' started by maraqialFalah, Feb 7, 2010.

Draft saved Draft deleted
  1. mashAllah
     
  2. Ridwi

    Ridwi Well-Known Member

    Fatawa Razawiyyah Sharif, Vol 5 Pg 442,

    Allama Tahir, Sahib-e Majma’ Tazkiratul Maw-zū-āt main Imām al-Hafiz Asqalanī se nākil,

    ان لفظ ''لایثبت'' لایثبت الوضع فان الثابت یشمل الصحیح فقط، والضعیف دونہ

    Ya’anī kisī hadîth ko be subūt kehne se us kī maw-zū-ī’yat sabit nahin hotī ke sabit tu wohī hadîth hai jo sahīh ho, aur za’eef ka darja is se kam hai.
    Majma’ Tazkiratul Maw-zū-āt, al-Baab Ul-Thaani, Pg 7

    Ali Qarī Maw-zū-āt main zere bayān ahadīth naqal farmāte hain:

    لایلزم عن عدم الصحۃ وجود الوضع کمالایخفی

    Ya’anī khulī hu’ee baat hai ke hadîth ke sahīh na hone se maw-zū hona lazim nahin aata.
    Maw-zū-āt Mulla Alī Qarī, Hadīth 1223​
     

Share This Page