'Alaihis Salam

Discussion in 'Hanafi Fiqh' started by Raza Attari, Aug 7, 2022.

Draft saved Draft deleted
  1. Raza Attari

    Raza Attari New Member

    Meri Maloomat ke mutaabiq:

    Wese to Ghayr e nabi ke liye علیه السلام ke istimaal main harj nahi, imam bukhari ne bhi ahl al-bayt ke liye علیه السلام istimaal kiya hai.

    Albatta baaz ahkaam waqt aur jagah ke saath saath badalte rehte hain. Aaj ke daur main pak o hind ki awaam علیه السلام ambiya aur malaika ke liye hi khaas istimaal karti hai. Aur in ke ilawa ahla al-bayt ke liye علیه السلام istimaal karna khaas Rafziyon ki Alaamat ban chuka hai. Ab agr hum kisi aur ke liye ye istimaal karenge, ya to rafziyon se mushabhat ki wajah se koi humain bhi shia samjhe ga, ya to kam ilm rakhne wali awaam ye samajhne lage gi ke hum kisi Nabi ya farishte ka zikr kar rahe hain. Lihaza Pak o Hind ke aulama ambiya o malaika ke siwa, kisi doosre ke liye علیه السلام ke istimaal se mana karte hain.

    Ho sakta hai baaz arab o turk aulama ahl al-bayt ke liye علیہ السلام istimaal karte hoon, lekin ye wohi baat hai ke baaz ahkaam jagah ke saath saath badalte rehte hain. Ho sakta hai wahan علیه السلام khaas ambiya o malaika ke liye istimaal na kiya jaata ho, aur na hi wahan ahl al-bayt ke liye علیه السلام istimaal karna khaas rafziyon ki alaamat ho. اللہ اعلم
     
    Last edited: Aug 7, 2022
  2. Aqdas

    Aqdas Staff Member

  3. Aqdas

    Aqdas Staff Member

  4. Aqdas

    Aqdas Staff Member

    FB_IMG_1659540638990.jpg FB_IMG_1659540643176.jpg FB_IMG_1659542336668.jpg
     
    Noori likes this.
  5. Aqdas

    Aqdas Staff Member

  6. Wa `alaykum salam:

    Sayyidi wa Sanadi Shaykh al-`Allama Al-Sayyid Muhammad Abul Huda al-Yaq`ubi mentions its permissibility in one of his English durus

    Wassalamu `alaykum
     
  7. Wadood

    Wadood Veteran

    :s1:

    Sidi in the 'Arab countries, as well as my area (Iran, Afghanistan, Central Asia) and pretty much the rest of the Islamic world both the expressions are used.

    alayhissalam is used particularly by scholars as a means of sending constant salamz

    subHanAllah!!

    Hyderabad Deccan is prestine Islamic. It has Yemeni (Shafi'i) and other families from Iran and Afghanistan for the past 400+ years, who have remained intact and isolated until today (but in huge numbers)

    Their customs are the "Old Islamic way" just as the Chinese Muslims are the "Old Hanafis" as Dr Faruq 'AbdulAllah pointed out.

    You can check out www.nawawi.org for details on the Chinese Muslims and the ancient Hanafis.

    your bro

    Wadood al Sistani
     
  8. :s1:

    and to that, Sidi Abu Nibras, I would also add that it is also customary amongst Sunnis (and others) in the Subcontinent to use :as: for the 12 Imams of the Ahlul Bayt as well. Not sure about in the Arab countries though.

    And it just means, 'upon him/her be peace' so I don't see why it should be a problem to use it.
     
  9. abu nibras

    abu nibras Staff Member

    assalam`alaikum,

    and for the two beloved grandsons of our nabi sallahu`alaihi wa sallam , to say `alayhis salam is a practice of commoners and the scholars alike, especially in our palces in india.

    wassalam.

    --an
     
  10. Aqdas

    Aqdas Staff Member

    I was reading Tafsir Nur al-'Irfan of Mufti Ahmad Yar Khan Na'imi and Jannati Zewar of 'Allama 'Abdul Mustafa A'zami which had a reference to Bahar.e.Shari'at. They both mentioned that the words 'Alaihis Salam are reserved for Prophets and Angels.

    However, I have heard Sunni 'ulama use these words for Sayyiduna 'Ali etc?
     

Share This Page