three priorities

Discussion in 'Transliterated Urdu' started by Aqdas, Jun 14, 2015.

Draft saved Draft deleted
  1. Aqdas

    Aqdas Staff Member

    Those areas in which I have a special interest and attachment to which has reached the level of love are three:

    1. Foremost, the best, the highest and most valuable branch l possess is that I fully prepare myself to defend the honour of the leader of the Messengers (salawat Allahi wa salamuhu alayh) when any intrepid wretch dares to utter any blasphemies against his lofty personality.

    2. Secondly, I refute the wahabis and all other heretical groups and their false beliefs and bring misery upon them. They claim to represent the religion but in fact create discord within it.

    3. Thirdly, I issue edicts according to the hanafi school to the best of my ability. It is the path which is strong and also clear.

    So, these three are actually my safehaven and upon them I rely.
     
    Ghulam Ali, Harris786 and Unbeknown like this.
  2. Aqdas

    Aqdas Staff Member

    this is what you call 'zor e qalam'. he says a few simple lines but look how powerful they are.
     
    Harris786 likes this.
  3. Aqdas

    Aqdas Staff Member

    mere woh funoon jin ke saath mujhe poori dilchaspi haasil hai, jin ki mohabbat ishq o shaiftagi ki had tak (mujhe) naseeb huyi hai, woh teen haiN:

    1. sab se pahla, sab se behtar, sab se a'la, sab se qeemti fan yeh hai ko rasooloN ke sardaar (salawaat Allahi wa salaamuhu 'alaih) ki janaab paak ki himaayat ke liye is waqt qamar basta ho jaata hooN jab koyi kameena wahaaN gustaakhaana kalaam ke saath aap ki shaan meiN zabaan daraaz karta hai

    2. phir doosre number par wahaabiyoN ke elaawa un tamaam bid'atiyoN ke 'aqaayid e baatila kaa rad kar ke unheiN gazand pahoNchaata rahta hooN jo deen ke muddayi hone ke baawajood deen meiN fasaad Daalte rahte haiN

    3. phir teesre number par baqadr e taaqat, mazhab e hanafi ke mutaabiq fatwa tahreer karta hooN, woh mazhab jo mazboot bhi hai aur waazeh bhi

    to yeh teenoN meri panaah gaah ki haisiyat rakte haiN. inheeN par mera bharosa hai.

    al-ijazat al-matina li 'ulama bakkata wa al-madina, p.160-1
     
    Last edited: May 30, 2009
    Harris786 likes this.

Share This Page