Hashim Aftab
sunniport user
Salām. I was wondering whether any of the knowledgeable brothers here (particularly Abū Ḥasan) could provide a translation for this beautiful kalām of AH:
Bandha milne ko qareeb-e-hazrat-e-qadir gaya
Lam'a-e-baatin mein ghumnay jalwa-e-zaahir gaya
Teri marzi pah gaya sooraj phira ultay qadam
Teri ungli ut gayi mah ka kaleja chir gaya
Teri aamad thi ke baitullah mujray ko jhuka
Teri haybat thi ke har buth thar thara kar ghir gaya
Kyun janaab-e-bu huraira tha woh kaisa jaam-e-sheer
Jis se sattar saahibon ka doodh se munh phir gaya
Mein tere haaton ke sadqay kaisi kankriyan thi woh
Jin se itnay kaafiron ka daf'atan munh phir gaya
Waasta pyaare ka aisa ho ke jo sunni marrey
Yoon na farmaayein tere shaahid ke woh faajir gaya
'Arrsh par dhoomay machay woh momin-e-saalih milaa
Farrsh se maatam utay woh tayyib-o-taahir gaya
Allah Allah yeh 'uloo-e-khaas-e-abdiyat raza

Tokarein kaatay phiroy ghay unke dharr par par raho
Qafila toh aey raza awwal gaya aakhir gaya
Jazākallahu Khayr.

Last edited: