Unbeknown
sunniport user
sunni-tafheem-1
sunni-tafheem-2 (index translated to english)
ta'arruf:
nahmaduHu wo nuSwalli Alaa RasooliHil kareem. bihamdiHi tAala wo ba tufail-e-
habeebiHil Aala huzoor-e-anwar,
is khaak daane geti par aise aise bande Hain jinse Rabbul Izzat deen ka kaam leta Hai. UnHin khush naseebon me se muhib-e-giraami Janaab Syed Faheem Jeelani saheb Hain, jinHon ne apni tamaam masroofiyaat ke baawajood ek aisi kitaab taaleef farmaaye Hain jisme Qur‟an-e-Paak ke un aayaat-e-kareema ko naqal kiya Hai jinse huzoor-e-anwar I ka be-misl-bashar Hona aur unka saari Khudaayi ke
liye Nabi Hona aur unki aamad par khushi manaana saabit Hai. Inke alaawa un aayaat ko bHi pesh kiya Hai jinse saabit Hota Hai ke unki gustaakhi kufr Hai aur unko misl-e-bashar keHna iblees aur kuffaar ka tareeqa Hai.
Mazeed-baraan Qur'an wo ahaadees ki raushni me bahut si aisi mufeed baaten Hain jinse Imaan ko pukhtagi aur ruh ko taazgi milti Hai. Qaareen-e-kiraam se dua ki guzaarish Hai ke muAllif ko Maulaa tAala apne habeeb ke sadqe donon jaHaan ki sAadaten naseeb farmaaye aur inki is sayee ko qubool farmaaye. aameen.
Collection of explanations of qur'anic verses by ulama-e-ahl-e-sunnat in roman urdu.
Read and share.
wa's salaam

dua-go: Muhammad Shafeeq Alam Misbaahi
Khateeb wo Imaam, Masjid-e-Islaamia, Tilak Nagar, Bangalore
Jamadi al Thaani 2, 1433 / April 24, 2012
-----Khateeb wo Imaam, Masjid-e-Islaamia, Tilak Nagar, Bangalore