Qasim Hanafi Ridwi
Veteran
An incredibly thought provoking amazing naa't shareef by Aa'la Hadrat Shaykh ul Islam Mujaddid Aa'zam Imaam Ahmad Rida radi Allah Ta'ala a'nhu:
"Andheri raat hai gham ki ghata i'syaan ki kaali hai
Dile be kas ka is aafat main Aaqa tu hi waali hai...
(sall Allahu a'laihi wa Aalihi wasallam)
Na ho mayus aati hai sadaa ghore ghariban se
Nabi ummat ka haami hai khuda bandoun ka waali hai…

Andhera ghar akeli jaan dam ghuta dil uktata
Khudaa ko yaad kar pyaare woh saa’t aane waali hai…
Raza manzil to jaisi hai who ik main kya sabhi ko hai
Tum is ko rotey ho yeh to kaho yan haath khaali hai"
(Hadaiqe Bakhshish hissah awwal page 113-114)
Is there a recital of this available? I have never come across it in audio.