Noor hoja

Discussion in 'Poetry' started by siddiq faizee, Oct 19, 2006.

Draft saved Draft deleted
  1. siddiq faizee

    siddiq faizee New Member

    1. Noor hoja sham-e rooye yaar ka parvaana Ban
    Agar tujey banna ho kutch tho Aqal ku deewana ban

    2. Surmaye ahle nazar ban ho kisi ki khaaki paa
    mast banna ho tho chesme masth ka mastthaana ban

    3. Agar tujey banna ho kutch tho heych ban aur kutch na ban
    kya kahon phir tujhko mein kiya kiya tho ban gaya na ban

    4. Agarche dhaana hai tho dhaana ya'ni aalam mein magar
    Raah mein dil daar ku naadhaan ban dhaana na ban

    5. Ek hai sab mein tho sab main ek paa rams kuu
    Daaldhey hairath mein sab ku aur tu hairath khaa na ban

    6. Doond hai jinki unhay ke hi tu kaash na main hai
    Be khabar hushiyaaru ho ab unka tu kaash na ban

    7. Dekh phir uskey yagaa na ban ke jalwe aap mein
    yaar se hojaayegaa na aap baigaana ban

    8. Saakinaaney ko-ye jaanaau par ho qurbaan jaan se
    shaah banna ho ghulaam nargise masthaana ban

    9. Raaz aabaadi ka teri , teri barbaadi mein hai
    Neystiley phir tu mir-aate roohe jaanaana ban

    10. phir sharaabey hasththi dildaar ki masthi merah
    Rooh se kham dil se sheesha jisn se paimaana ban

    11. Bankey paimaaney se sheesha phir tu sheesaha se ho kham
    khamse phir ho khamkadah phir saaki khamkhaana ban

    12. Deedh karna ho tho rooye yaar ka aayeenaa ho
    sadhke hona honthon unkey ghaisu ka shaahna ban

    13. Agar tuje banna ho Gausie kutch na ban Ma'lum ban
    woh banaaye jab tho phir thu jaan ban jaanaana ban

    Can anybody of this forum, may help me by giving translation of the
    above verses. written by a great Shaikh GosieSha(rah). I know urdu but not to a great extent as I belong to deep south India.
    with regards
    siddiq faizee
     

Share This Page