:s1: That quatrain is beautiful and poignant and the translation first-class! Whither are such men today? It is akin to Iqbal's Aik Arzoo....
assalam`alaikum, some of the verses in kaabe-ke-badr-ud-duja are very intense and they seem autobiographical to me : ik taraf a’daa.e.deen ek taraf hai Haasideen banda hai tanha sHaha ! tumpe karoRon durood kyuN kahuN bekas hooN maiN, kyuN kahuN bebas hooN maiN tum ho mai tum pe fida ! tumpe karoRon durood kaam wo le lijiye tum ko jo raazi karey Theek ho naam.e.raza ! tumpey karoRon durood wassalam --an
Imam Aĥmed Ridā's raĥimahullāh quatrain which is an excellent description of his life: na marā nosh zeh taĥsīN; na marā nīsh zeh ţaán na marā gosh ba mad'ĥay; na marā hosh zamay manam o kunj khumūli ke naganjad dar way, juz man o chand kitābay o dawāt o qalamay ---- An accurate Urdu translation by Shaykh Sayyid Muĥammad Kichauchawi raĥimahullāh*: na mujhe mad'ĥ ki khwahish, na mujhe khaţra e zam na kisī wāh kī parwāh, na kisī āh kā gham maiN huN us gosha e tanhāyī ka rahne wāla key jahāN chand kitābeN haiN dawāt aur qalam ----- An English translation: I flatter none, nor others deride - No praise i heed; no curse or chide. The lonely nook has, where i dwell, A few books, inkpot; and a quill. ----- the above quatrain written by the imam himself, in his own hand: * found in the preface of his diwan