Jaan

Discussion in 'Hadayiq e Bakhshish' started by Aqdas, Dec 15, 2004.

Draft saved Draft deleted
  1. Aqdas

    Aqdas Staff Member

    asak

    The places where Imam Rida rahimahullah has said that our Master saws is our Jaan, the Jaan of the universe and other places where he has used Jaan:



    (1) Jaan hain jaan kya nazar aaye (from Woh su'e lalah zaar phirte hain)

    (I'll post the second line later)


    (2) Jaan hai ishqe Mustafa roze fazon kare khuda

    Jis ko ho dard ka mazah naaze dawa uthae kyun

    (3) Jaan o dil hosh o khirad sab to Madeene pahonche

    Tum nahin chalte Raza saara to samaan gaya


    (4) Allah re tere jisme munawwar ki taabishen

    Ay jaane jaan main jaane tajalla kahun tujhe

    (5) Woh jo na the to kuch na tha woh jo na hon to kuch na ho

    Jaan hain woh jahaan ki jaan hai to jahaan hai


    (6) Mustafa jaane rahmat pe lakhon salam

    Shama'e bazme hidayat pe lakhon salam



    Wassalam
     

Share This Page