Translation of naat: dar e nabi par

Discussion in 'Poetry' started by naqshbandi4life, Jul 11, 2009.

Draft saved Draft deleted
  1. naqshbandi4life

    naqshbandi4life New Member

    salam

    can anyone pls provide a translation of the naat, Dar e Nabi Par. here are the lyrics:


    Dare nabi (صلى الله عليه وسلم) par para rahoon ga pare hi rehne se kaam hoga
    Kabhi to qismat khule gi meri kabhi to mera salam hoga

    Qilafe mashooq kuch huwa hai na koi aashiq se kam hoga
    Khuda bhi hoga udhar bhi aye dil jidhar woh aali maqam hoga

    Kiye hi jaoon ga arz matlab milega jab tak na dil ka matlab
    Na shaam e matlab ki subha hogi na yeh fasana tamam hoga

    Jo dil se hai ma’il-e-payambar yeh is ki pehchan hai muqarrar
    Ke har dam is be nawa ke lab par durood hoga salam hoga

    Isi tawaqqa pe ji raha hoon yehi tamanna jila rahi hai
    Nigahe lutfo karam na hogi to mujh ko jeena haram hoga
     

Share This Page